Its about how we actually forgeting our relationship over money |
zindagi hai ik rail gaari, sabse hai yeh niraali, aandhi aaye, toofaan aaye, yeh hai chalti jaati, peeche kya hai chal rha yeh dekhna na chahti, rishte the mazboot bade pehle, ab ban gaye hai bojh, bhai behan, chacha chachi, nana nani, dada dadi, sab gaye hain bhool, kal tak chaiye tha ma baap ka saath, aaj rakhte hain doosron ka khyaal, ma baap ko bnaya naukar, karwaya sara kaam, yeh jaane insaan ki haalat kya ho gyi bhagwaan. paisa ban gya sab kuch, rishte kho gye, dooriyaan badhne lagi, sab chootne laga, par sab rehte rahe khush, sab paisa paisa karte rahe, rishte naate tootne lagey, gum ho gya fir pariwar. rishte choote, apne choote, lut gya insaan, ab rha na koi zindagi mein apna, baatein dukh sukh jisk saath, paisa gya, apne, gye, sab kuch ujadh gya apna, kudh ko akela paane laga woh apne aap ko, ise pehle der ho jae karle apna kaam, bnaley rishte itne mazboot, taaki jab ho pareshani tujhko aaye, koi toh aaye kaam, yehi hai tera sansaar, yeh hai tera parivaar- Ur Lovable Family |