\"Writing.Com
*Magnify*
SPONSORED LINKS
Printed from https://shop.writing.com/main/view_item/item_id/1851042-Sirf-Tum
Item Icon
\"Reading Printer Friendly Page Tell A Friend
No ratings.
Rated: · Poetry · Romance/Love · #1851042
An urdu sahyari
Sirf Tum
By Ali Rizwan

Teri in ankhon ki parchaeon ka saaya ban jao
Jab haso tou us chehre ki raza ban jao
Dil kya hai yeh jaan bhi hai hazir
Tere ghamo ko chura kay, fanaa ho jao

Ishq kya tha hum ne bhi
Dil tha thora tumne bhi
Us chehre ko bhulana mumkin nahi
aur bhula diya tou, tou chal hum ashiq hi nahi

Aqsar mohabbat main hota hai aise
Is dillagi ko keh dya hai chahat
Najane yeh takaluf ho gaya hai kaise
Dil ki sune koi tou aahat

Har aashiq ranjhe sa tou nahi
Magar kambakht dil hi tou hai
Mohabbat mein guzare hai bare lamhe
Sirf tum hi basti ho mere jag main


© Copyright 2012 MASTER OF CREATION (alirizwan25 at Writing.Com). All rights reserved.
Writing.Com, its affiliates and syndicates have been granted non-exclusive rights to display this work.
Printed from https://shop.writing.com/main/view_item/item_id/1851042-Sirf-Tum