zingadi ka har manzar alag sa hai, kabhi dhoop hai, kabhi chaaon, kahin shor toh kahin sarnaata, par zindagi chalti rehti hai, fir ek subah hoti hai, sukh khushiyaan le aati hai,.aur jine ka zariya mil jata hai, haar jaati hai raat k sarnaate, fir miljata hai jine ka manzar, khil uth ti hai zindagi titli ki tarah, phoolon ki mehak bad jaati hai chaaro aur, jine ka jazba badh jaata hai, firse aajata hai dum zindagi ki har ladayi ko jeetne ka. Zindagi hai joh hameh har mod par koi na koi seekh deti hai aur jeene ka manzar bhi........
All Writing.Com images are copyrighted and may not be copied / modified in any way. All other brand names & trademarks are owned by their respective companies.
Generated in 0.07 seconds at 5:13pm on Nov 05, 2024 via server WEBX1.