upar wale ne banai prithvi ,magar jab dekha apni rachna ko to kuch najar na aaya. karne ko dhra par ujiyra usne suraj chand banya, par banai ek kaali raat amawas ki bhi, jisme aas nahi thi roshni ki kisise bhi, tab maine apni kalpna ko aakar diya 'ek rachna ka nirmaad kiya, aur use naam maine diya,-diya,jisne kam se kam mere kachh ko to roshan kiya, aise he ladta raha har paristhitiyon se main,aur har bar jeeta anttah kewal main, pane k liye saflta har trarah k yatn kiye jisse tu kah na sake maine yata nah kiya roshni k liye.
All Writing.Com images are copyrighted and may not be copied / modified in any way. All other brand names & trademarks are owned by their respective companies.
Generated in 0.07 seconds at 10:58am on Nov 16, 2024 via server WEBX1.